Hamin tmse kuch kehna tha magar dil ne na sath diya
hamnay yunhe aksar lafzun ko teray naam kia
tanhaiyun mein socha bht ke tmse kuch kahein gay hum
samnay daikh kar kuch bi na biyan kia
tm ne jo kbi hans kar daikha hum ko hm ne to isko bi muhbt guman kia
janay kaise kahin hum tm se o janejahan
hum ne to har lamha khud ko tera talab gar kia.
Jaane kya mujhse zamana chahta
hai ,
Mera dil todkar mujhe hi hansana
chahta hai ,,
Jaane kya baat jhalakti hai mere
chahre se ,
Har shaks mujhe aajmana chahta hai..
Ye accha tarika nahi mohabbat ki aazmaais ke lie.. jitne sitam gujaarenge utni mohabbat me ruswaai milegi.. Zor na lagana mohabbat ko kareeb na laane ki.. Nobat na aa jaae jindagi bhar dur ho jaane ki...shifa...
Na dukha apne dil ko ki dard mohabbat me beinteha tadpaae.. Jo nahi karna chahata he aapse mohabbat jhuthe vaado ko lekar.. Wo aapko kaise haal-a-dil ki baat mohabbat me samajaae.. Rok lijie apne kadamo ko mohabbat ki zanzeer me lipat jaane se shayad yahi dil aapki farmaaish par nahi utar paae...shifa...
Kya sunaau aapki shaan me ki har lamha thahar jaae.. Waqt ki sui jaise wahi par khadi rahe kar leti rahe angdaai.. Naraaz na hona ye soch kar ki ham saath na chal paaenge har maud par.. Bas ek baar kahe dena is dil se har saari kaainaat ke phoolo ko sazaa denge aapki chahat me...shifa...