Hamin tmse kuch kehna tha magar dil ne na sath diya
hamnay yunhe aksar lafzun ko teray naam kia
tanhaiyun mein socha bht ke tmse kuch kahein gay hum
samnay daikh kar kuch bi na biyan kia
tm ne jo kbi hans kar daikha hum ko hm ne to isko bi muhbt guman kia
janay kaise kahin hum tm se o janejahan
hum ne to har lamha khud ko tera talab gar kia.