Hamin tmse kuch kehna tha magar dil ne na sath diya
hamnay yunhe aksar lafzun ko teray naam kia
tanhaiyun mein socha bht ke tmse kuch kahein gay hum
samnay daikh kar kuch bi na biyan kia
tm ne jo kbi hans kar daikha hum ko hm ne to isko bi muhbt guman kia
janay kaise kahin hum tm se o janejahan
hum ne to har lamha khud ko tera talab gar kia.
saahir: Ab merii inta'ha dekh..
Hum ney tera naam likha tha..
Woh ab tak naq'sh hai mere dil par..
Jab Jab woh dhadkta hai..
Sirf ek hii awaaz aatii hai..
Sonic, Sonic, Sonic, Sonic..
Chalo na hii sahii..
Kuch toh asar hua..
Ek sada jo uthi..
Tere dil se na ki..
Woh meri pechan banii..
Na ko Ha'n mei badalne ka hunar..
Khoob ata hai mujhe..
saahir:
Chalo na hii sahii..
Kuch toh asar hua..
Ek sada jo uthi..
Tere dil se na ki..
Woh meri pechan banii..
Na ko Ha'n mei badalne ka hunar..
Khoob ata hai mujhe..