Hamin tmse kuch kehna tha magar dil ne na sath diya
hamnay yunhe aksar lafzun ko teray naam kia
tanhaiyun mein socha bht ke tmse kuch kahein gay hum
samnay daikh kar kuch bi na biyan kia
tm ne jo kbi hans kar daikha hum ko hm ne to isko bi muhbt guman kia
janay kaise kahin hum tm se o janejahan
hum ne to har lamha khud ko tera talab gar kia.
Karni mujhe khuda se kuch fariyad
baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki
hai…
Waqt badal jata hai
Halaat badal jatey hai'n
Fursatei'n gumm ho jati hai'n
Andaaz badal jatey hai'n..
Woh jo mila kartey the
Mohabbat k waastey se
Ab woh mila kartey hai'n
Rasomo'n k waastey se..