Aey abr-e-karam,
itna na baras,
ki woh aa na sake'n,
par aa jae'n,
phir,
itna baras,
ki woh,
jaa na sake'n
 Sumita: Ek Gujarish Hai Tujhse Zara
Tham Ke Barasna,
Aa Jaaye Jab Mera Mehboob
To Phir Jamm Ke Barasna,
Yun Pehle na Barasna Ki Wo
Aa na Sakey,
Aa Jaaye Mere Pass To Itna
Barasna Ki Wo Ja Na Sakey…