wo sine me khanjar utarte rahe ,aur hame hasna pada,rahnumaa mohabbat ke chinte rahe mohabbat apni,hame tamashbin ban sab sehna pada,kabi majbur na the itne,ke apni maut pe yu muskurana pada,RAZI KYA waqt tha kamjar wo b,wo pehlu me the kisi aur ke aur hame muskurana pada,RAZI kyo chala na jor apna,kyo majbur the tum itne,kyo sub yu sehna pada,hamari muflisi hamari garibi me majbur kr diya sub sehna pada,kabi majbur na ho dushman b itna ki use u mohbbat ko khona pade,kho kr muskurana pade
Pyar kehte hai log do insani jazbAto ko. . .pYar kehte hai log . .do dilo k milne ko pyar kehte hai log ek kaCche dhaAge se RIShTE . .ko jo. .platinum se bhI majBoOT HAI . . Aisa kehte hai log . .pyar ko pata nahI leki mai manta hu. . .