ek ladka ek ladki se bahut pyar karta tha vo ladki bhi usse bahut pyar karti thi
but ladki ne ladke ko dekha tha par ladke ne ladki ko nhi dekha tha..
dono online hi milte the ek di dono ne milne ke bare me socha or mulakat ka waqt or jagah taye kiye..
ladke ne puch mai tumhe pahchanuga kaise ladki boli mai white dress pehni hongi or mere hath me red rose hoga...
ladka agle din subah bahut khush ho kar us ladki se milne gya..
par usne dekha ki ek budhi aurat chehre par juriya bahut hi badsurat...
hath me red rose or white dress pahen ke khadi thi.. ek pal ke liye ladka chok gya us aurat ko dekh kar par dusre hi pal chal pada or us aurat se jakar bola "I LOVE U" mai hi hu jisne tumse muhobbat ki hai wo aurat boli mai wo nhi hu jisne tumhe yaha bulaya hai wo us ped ke piche khadi hai..
ladki ladke ke paas aayi or kaha agar mai ye hoti to bhi tum mujhe pyar karte ladke ne kaha maine tumko chaha hai .. tumhari surat ko nhi ..
mai bs itna janta hu tum bs meri ho or mai tumhara...
thats a true love
Pyar toh dil se kiya jata hai..
Yeh sada jawan rehta hai..
Badalta nahi apne ehsas ko..
Surat bigad jati hai..
Badal jati hai..
Magar dil nahi badalta..
Agaer fail na hojaye..
Thoda sharati zarur hai..
Badalta toh nahi magar..
Achhi surat dekh kar..
Kabhi kabhi..
Fisal jaya karta hai..
Fir kya soch rahi ho Lily..?
Isko sambhal kar carry karna..