Ek bacch apni maa ke sath ek dukan par shopping karne gya
to dukandar ne uski masumiyat dekh kar uske saare tofiyon ka dibba khol kar kaha..
lo beta toffy le lo..
par is bacche ne bhi bade pyar se unhe mana kar diya
uske bawjud us dukandar ne our uski maa ne bhi use bahut kaha par wo mana karta rha
har kar us dukandar ne khud apne hath se tofiya nikal kar di to usne jhat se wo tofiya le li our jeb me dal li
wapis aate huye uski maa ne pucha ki jab uncle tumhare samne dibba khol kar



