Tu pyaar hai kisi aur ka
Tuzhe chaahtaa koi aur
hai
Tu pasand hai kisi aur ki
Tuzhe maangtaa koi aur
hai
Kaun apna hai
Kya begaanaa hai
Kya hakeekat hai
Kya fasaanaa hai
Ye jamaane mein
Kisne jaanaa hai
Tu najar mein hai kisi aur
ki
Tuzhe dekhtaa koi aur hai
Pyaar mein aksar
Aisa hota hai
Koi hanstaa hai
Koi rotaa hai
Koi paataa hai
Koi khotaa hai
Tu jaan hai kisi aur ki
Tuzhe jaantaa koi aur hai
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Dil mein hain betabiyan neend udne lagi
Tere khayalon se hi aankh judne lagi
Har pal tumko dekha maine
Kehti hain meri nazar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Sasoon mein basne lagi jabse tu ho jaane jaan
Apna sa lagne laga mujhko saara jahan
Mehka mehka lagta mujhko
Khushiyo se dil ka nagar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar
Tumhari har ada tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar