Usne kaha
Ab b kisi ki ankhon me
doob jate ho
Mene kaha
Pagl ho kiya
ankhain hein koi
talaab
nahi
UsNe Kaha
Q Toot k Chaha tha
Mujhe itna
MeNe Kaha
Dimagh se pedal tha
jiska koi jawab nahi
UsNe Kaha
Kiya Me Bewafa Hon
MeNe kaha
Tum itne dhokebaz ho
jiska koi hisab nahi
Us Ne kaha
Bhool ja Mujko
MeNe kaha
Abey tu he kon? mujhe
to ye b yad nahi.


