Tan'haaii
8 replies
saahir
May 4, 2012 17:45
Tan'ha thi zindagii.. Hamdam koii na tha.. Saya hii mere saath tha.. Mujhe kuchh gham na tha.. Tum aayii zidagii mei'n.. Jaisey bahaar Aa'gayii.. Jazbaat dil ke angdayii lene lagey.. Achanak koyii toofaan utha.. Tum kahi'n guum ho gayee'n.. Fir wohii tan'haii mere saath rah gayii.
GhAyAl
May 4, 2012 19:06
Kabhi yak ba yak tawajo kabhi be sabab takaluf koi aazma rha hai mujhe rukh badal badal kr..
Aamir
May 4, 2012 19:19
Tujhe utha ke lon ya bitha ke lon karon andhera ya balb jala ke lon ya tujhe khada karon phir teri jhuka ke lon ab to hi bata ke main tere tasver kaise lon
Aamir
May 4, 2012 19:21
Kuch log thodi der karte hain…. Kuch log 2-3 dafa karte hain, aur kuch saari raat karte rahate hain, tab jaakar hota hai…. unka… Mobile Charge…!smiley.anyways nice topic smiley
Aamir
May 4, 2012 19:22
mangta hoon to deti nahi jawab meri baat ka deti ho to khara ho jata hai rom rom jazbaat ka kyun kehte ho bar bar daloo baloo mein phool ghulab ka
Aamir
May 4, 2012 19:26
pahlay hat ma lo phir mon mal lo phir tokh laghao phir sidha karoo phir sorakh ma daloo uf kithna muskhil ha soi ma dagha dalna
Fantasy
Nov 27, 2012 09:24
saahir: Tan'ha thi zindagii.. Hamdam koii na tha.. Saya hii mere saath tha.. Mujhe kuchh gham na tha.. Tum aayii zidagii mei'n.. Jaisey bahaar Aa'gayii.. Jazbaat dil ke angdayii lene lagey.. Achanak koyii toofaan utha.. Tum kahi'n guum ho gayee'n.. Fir wohii tan'haii mere saath rah gayii.
...sad poem ..
S-ALI.RAZA
Aug 25, 2013 07:25
Nice topic,,
Hareesh
Aug 25, 2013 15:24
So. . . . . .sv8
#36 International
Here you can post in your native language & discuss topics with others from around the world.
Forums
Home