ahsas
Avatar
_X-AJAY
2013/10/11 19:02
teri dosti ne jindgi ka ek maksad diya hi , har pal maine tera ahsas kiya hi , jab v pale jhape teri samajhna sayad mere dost ne mujhe yad kiya hi
Avatar
_X-AJAY
2013/10/11 21:09
ISHQ aur dosti mere jindgi ki pahchan hi , ISHQ mera rooh to DOST mera eeman hi , ISHQ pe kar do fida apni sari jindgi , magar meri dosti pe ISHQ v kurbaan hi
Avatar
_ShAnE_StArK_
2013/10/12 07:49
Wha wha...
Avatar
-LILY-
2013/10/12 08:21
Insaan ke kandhe me insaan ja raha tha, Kapde me lipta kuch samaan ja raha tha, Usko mili thi pyar me bewafaai, Isliye wafa ki talash me samshaan ja raha tha.... smiley
Avatar
_RAHUL
2013/10/12 18:51
wah kya baat hi
Avatar
Hareesh
2013/10/15 10:30
Wahawa
Avatar
_X-AJAY
2013/10/18 02:53
ahsas kb hota hi
Avatar
_RAHUL
2013/10/21 06:46
ajay bhai mujhse ye baat kyu chhupaye rahe
Avatar
_RAHUL
2013/10/22 11:53
jarur hota hai
Avatar
sahadev
2013/10/22 15:20
ek din ham shahar ko nikle,dil me bade arman the. ek tarf mandir to dusre tarf shamshan the. tabhi pairon tale ek haddi ayi ,uske bhi yahi byan the. ai chalne wale rahi sambhalkar chalna , ham bhi kabhi insan the.
Avatar
_RAHUL
2013/10/23 04:40
jab v palke jhapke vah vah
Avatar
_RAHUL
2013/10/23 04:42
sahadev: ek din ham shahar ko nikle,dil me bade arman the. ek tarf mandir to dusre tarf shamshan the. tabhi pairon tale ek haddi ayi ,uske bhi yahi byan the. ai chalne wale rahi sambhalkar chalna , ham bhi kabhi insan the.
sabas mere bhai
Avatar
sahadev
2013/10/23 08:22
_RAHUL: sabas mere bhai
thanks yar koi to apna bhai hai
Avatar
GhAyAl
2013/10/23 09:00
Lilly ahsas
Avatar
_RAHUL
2013/10/23 12:24
sahadev: thanks yar koi to apna bhai hai
t jarur jarur
Avatar
_X-AJAY
2013/10/23 17:05
ye kaisa ahsas
Avatar
_X-AJAY
2013/10/27 17:32
hm.m.m
Avatar
_X-AJAY
2013/10/29 18:01
kuchh nahi
Avatar
_RAHUL
2013/10/30 18:19
sabko hota hai
Avatar
_X-AJAY
2013/11/01 04:16
CUTE-LILY: Insaan ke kandhe me insaan ja raha tha, Kapde me lipta kuch samaan ja raha tha, Usko mili thi pyar me bewafaai, Isliye wafa ki talash me samshaan ja raha tha.... smiley
achha laga
Avatar
_X-AJAY
2013/11/03 16:42
ahsaas kb hota hai
43 replies
#36 International
Here you can post in your native language & discuss topics with others from around the world.
Forums
Home