Na jane kyun apne saye se bhi dar raha hoon
mein,
Apni hi galiyon se chhupkar guzar raha hoon
mein,
Maangi thi kabhi duaaon mein ik anokhi maut
maine,
Isiliye shayad jeete-ji mar raha hoon mein!!!
Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
Khud se badhkar chahta hai,
Uski pasnd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
Kyu aksar adhura reh jata hai