Pati : (patni se) kahan ja rahi ho -angry- patni : sucide karne pati : to itna makeup kyun kiya hai? Patni : kal ke akhbar mein mera photo chapega isliye.
-hahaha-
santa : yar banta mere ek dost ko ek nurse se pyar ho gaya banta : to isme itni hairani ki kya baat hai? Santa : usne apne love letter mein "i love u sister" likh diya banta : -ohmy-
Wife:
meri aniversary pe kia gift do gay darling?
Husband:
kia chahe tmin?
Wife:RING
Husband :ok mein office ja ke tmin ring dun ga par receive mat karna balance kam hai
Sweetcapricorn: Wife: meri aniversary pe kia gift do gay darling? Husband: kia chahe tmin? Wife:RING Husband :ok mein office ja ke tmin ring dun ga par receive mat karna balance kam hai